Girl (sharma k): Ye Pyar kya hota hai?
Boy: pyar ka rishta 2 insanon main
wohi hota hai jo cement or rait k darmiyan pani ka hota hai
Farz karo
Larka=cement
Larki=rait
Pyaar=paani
Ab agar cement or rait ko aapas mein mila diya jaye to wo mazbot nahi honge
lekin
Agar in mein pani mila kar diya jaye to koi in ko juda nahi kar sakta
Girl (hans k):
Is laye her piyar kerny wala mazdor ban reh jata hai
Janu yeh janu woh jan lay lo janu ki
No comments:
Post a Comment