Saturday, July 14, 2012

Lov Poetry

*,,,*BEST*,,,*
*,,,*GAZAL .*,,,*
"Zindagi ka
sochta hoon na zamaney ka
sochta hoon,
"Main to bas
usey apna
bananey ka
sochta hoon,
"Us key rooth
janey key andaz
ki qasam,
"Woh rooth jaey
to mananey ka,
"sochta hoon,
"Us ney na ki
wafa to koi gila
nahin,
"Main us sey wafaen
nibhaney ka
sochta hoon,
"Woh mujhe rulaey
to koi baat nahin,
"Main ro kar bhi
usey hansaney ka sochta hon..!!

No comments:

Post a Comment