Saturday, August 11, 2012

Mother

"MAA"
3 sal ki umer me hum kehte thay
"Ami i love u"
10 sal
"Ami jo bhi ho mujhe kya"
16 sal
"Uff meri maa bohat nasihat karti hai"
18 sal
"Mujhe is ghar mein nahi rehna
25 sal
"Ammi ap thik kehti thi"
30 sal
"Mujhe apni maa k ghar wapis jana hai
50 sal
"Main apni maa ko khona nahi chahta
70 sal
"Main apna sab kuch lutane ko tayar hon bas koi meri maa ko wapis le aye
MAA SIRF AIK HOTI HAI.!
Uski muhabat ka ehtiram kro..
Forward kro agar samajhte ho k tmhari maa dunia ki behtaren maa hai uski qadar karo.
ALLAH hum sbki maaon ko hamasha khush or salamat rakha.
(AAMEEN)

No comments:

Post a Comment