Friday, August 10, 2012

Sad Poetry

Ana meri qabar pe do phool charha jana,
Rona na A aye muskura k chale jana,
Magr shart hai Aansoo na bahana,
Taklef hogi rooh ko bi ansoooo jo apke niklenge,
Rooh royegi meri rooh ko na tarpaya krna
Tere khuwabon mai aya karunga zaroor
Kbi yad kr k meri mohbt ko azamaya krna
Meri qabar pe phool na charhana ansoo'n k,
Bas akr qabar pe apni mohbt ka saya krna
Meri dua ha tera ghr khushbo se bhara rhe,
Tu khushi ki hr mehfil mei jaya krna
meri yad mai na khona kbi udas ho kr,
apne humsafar ki agosh mai s0 jaya krna

No comments:

Post a Comment