1)"JUMA k din Dua ki qabuliyat ka waqt, Imam k minbr pr bethny se le k Namaz k ikhtitam tk ha"
(.Muslim: 853.)
2). "Isay Asar k bad k akhri waqt me b tlash kro"
(.Abu Daud:1048.)
3. "ALLAH ne hum se pehly Logon ko JUMA ki barkt se mehrum rkha.
Yahud k lye HAFTA aur Nsara k lye ITWAR ka din ba'barkt tha.
Phr ALLAH ne JUMA ki hidayt hamey di"
(.Muslim: 856.)
No comments:
Post a Comment