Wednesday, December 19, 2012

Muharram

"5 AZEEM HASTIYON KE AZEEM KHAYALAT"
NO:1; Aaj Jo Kuch Hamare Paas He Wo IMAM HUSSAIN (a.s) Ka Sadqa He.
(Imam Khumeni)
NO:2; Hubb-e-HUSSAIN (a.s) Baqa-e-Islam Ki Zamanat He.
(Syed Ali Khamna'ee)
NO:3; Ye HUSSAIN (a.s) Hi Hen Jinhon Ne Hamen Jeena Sikhaya.
(Aagha Syed Ali Seestani)
NO:4; Jis Tarha Pani K Bagher Machli Zinda Nahi Reh Sakti, Usi Tarha Hum Azadari K Bagher Zinda Nahi Reh Sakte.
(Shaheed Arif Hussain Al Hussaini)
NO:5; Main Nahi Samajhta K Muhabbat-e- HUSSAIN a.s Bhi Ho Or Hum Shikast Bhi Khaa Ja'ain, Aesa Mumkin Hi Nahi.
(Syed Hassan Nasrullah).

No comments:

Post a Comment