Friday, January 18, 2013

Latest

(silent sms)
Garam kamray main,
Apnay bachon kay saath soonay main kitna sakoon hay.
Laikin Quetta ki sardi aur barish main apnay Baitay ki Laash kay saath 67 ghantoon tak road per baithnay main kitni takleef hay?
Agar takleef mehsoos hui hay to message agay forward.

No comments:

Post a Comment